Posts

WHAT IS AN OPERATING SYSTEM IN COMPUTER ? | Operating System Kya hota hai?

 Hello Dosto, Welcome hai aap sabhi ka mere blog post me. Aaj ke blog me ham ye janane wale hai ki Computer me Operating System kya hota hai. Hum blog me aage bade usse pahle mai aap sabhi ke bata dena cahata hu ki mere iss blog per aap computer releted naye naye post paate rehege. to Follow jarur karna. WHAT IS AN OPERATING SYSTEM IN COMPUTER 👇 Dosto, Jaise ki aap sabhi jante hai ki computer ek electonic machine hai, jo hamare kaam ko jald se jald kar deta hai. Lakin mai aap ko bata du ki computer koi bhi language nahi samjhta hai jo ki ham nornal life me use karte hai. Jaise ki Hindi ya English or koi bhi other language. Computer sirf Binary language sanjhta hai 0 and 1. Iske liye aap ne dekha hoga ki computer me Windows XP, Windows 7, Windows 8, Windows 10 aur abhi jo market me latest hai Windows 11 operating system install kiya jata hai. Usse hi ham OPERATING SYSTEM kahte hai. jo ki kaam karta hai hamare language ko computer tak pahucane me aur computer ka result hamre desktop ta
Recent posts